भावात्मक सच्चा प्यार 💓-लव गुरु

Emotions in Love

Emotions -
      Emotions kya hote hai emotions wo hai jo har relationship mai hote hai . Bhai ka bhan ke saath emotions , father mother ka son ke liye emotions , Couple mai ek ladke ke liye ladki ka emotion. Aise bhut se emotions hai jo har relationship mai hote hai . 
Emotions of love
Emotional love

Emotions type - Angry emotions , love emotions , sad emotions , Happy feeling emotions .
About wildlife <-click here
 Angry emotions -
                                  Ye Ek aisa emotion hai jo har insaan mai hota hai. Ye emotions hona achi baat hai lekin iss emotion ko kbhi apne uppar haawi mtt hone do , kyoki jb tkk ye gussa kam hota hai tb tkk toh thik hai lekin jb ye gussa jyada bhad jaata hai toh iss emotion ko rok paana bhut mushkil hota hai . Ye gussa kbhi kbhi itna badh jaata hai ke ache se ache relationship ko khrab kr deta hai . Isiliye kbhi bhi itna gussa mtt kro ki baat relationship pr aa jaaye . Gussa tb kro jb aap kisi ko problem mai dekho jaise koi ladka ladki ko preshan krra hu tb ye gussa krne ka sahi waqt hai . Wrna har relationship mai kbhi kbhi baat ko bina gusse ke fresh mind se baat kre . Isse koi bhi relation khrab hone se bach jyega . 

Love emotion-

                            Love ek aisa emotion hai jo kisi dushman ko bhi apna Bna de . Agar hum kisi se pyaar se baat kre toh kisi bhi relationship mai ldaayi na ho lekin aaj kal har relationship mai log love se jyada mtlb ke liye logo ki feeling ke saath khelte hai , jab saamne waala insaan sarif hota hai or wo bss pyaar ki hi bhaasa bolta hai or humesa kisi kaam ye kisi ki help ke liye mna nhi krta toh log use bewakoof smjhte hai or usse kaam niklwa kr muhh mod lete hai . Aise mai saamne waala insaan ki feeling ko bhut hurt hota hai fir bhi wo kisi se kuch nahi kehta uske baad bhi wo sirf pyaar se hi baat krta hai wo jaanta hai ki har relationship ko pyaar se sambhaal ke rkha jaa skta hai . Isiliye koi agar aapko aisa krne pr bewakoof kahe toh aap smjhna ki aapse jyada smjhdaar or koi nhi.

Emotions of love
Emotional love

Sad emotions -

                         Ye wahi emotion hai jo kab koi insaan dusre insaan ko taklif de ya use bhut jyada hurt kre aise mai bhi insaan bhut sad hota hai , jab hum koi kaam krte hai jo hume lgta hai ki sahi hai lekin dusra insaan khe ki ye kya krra hai tere mai dimag nhi hai aise uss insaan ko bhut bura lgta hai . Lekin jab koi usi baat ko pyaar se kahe toh bhut hi acha lgta hai . 
Isiliye agar apko koi gusse se khta hai toh bura lgta hai or agar usi baat ko koi pyaar se kahe toh smjh bhi aata hai or acha bh lgta hai toh agar koi kaam galat krra hai toh use pyaar se smjhao naa ki gusse se. 

Happy feeling emotions -

                                              Khusi ek aisa emotion hai jo insaan ko ander se bhut khus kr deti hai jaise koi baat ya koi kaam , agar koi aapse pyaar se baat krta hai toh aapko bhut khusi hoti hai or aap sochte hai ki ye insaan kitna acha tha , or agar koi kaam krta hai toh uss insaan ko appreciate kro taaki use kaam mai or mjaa aaye or wo ache se kaam kre .
एक तरफ़ा प्यार<<<<<<<<क्लिक करें
 बनें रहिये हमारे साथ ऊपर लिखे <- love guru को क्लिक करें, सभी पोस्ट पढ़े और अधिक जानें,

Comments