प्यार की परिभाषा-लव गुरु

Theory of love....

                The love have no words in the world
""Love is like a feeling
                               .....no the word of any type of joy""..
PyaR ek ehsaas hai...agar hume kisi par believe hai to....aur doosri taraf agar believe nahi hai to kitna bhi pyaR ho sab dikhave sa lagta hai..




LOVE ...sirf sun-ne me ye 4 world magar zindgi ko sirf do char word shambhal-ne ke liye hum ko apni feeling ke sath sath apne partner ka bhi dhyan rakhna hota hai..

                           Pyar agar yu kahe to ek visvaas ki paribhasha hai..jise sirf feel kiya jata hai..pyaR me believe rakhna to bahut zaroori hota hai....kyunki kayi risto me believe na hone ke karan door ho jane ka dar hamesha bana rehta hai....

Pyar me na to koi bada hota hai aur na hi koi chhota.......
Pyar agar DIL se ho to ye na to koi parichy mangati hai aur na hi koi  hukum..bas ek feeling ke sahare hi zindagi guzarti jati hai..bas ek ehsaas aur bas pyar pyar pyar.....baki kuch nahi...
....
..
   HEARTBEAT
You are my HEARTBEAT how can I stop it....
When HEARTBEAT of a person..is for someone..then second person can solve this....
Dhadkan agar bahar hoti to jane kya-kya hota..

Ek pyar ka nagma hai....
             Maujo ki ravani hai....
Zindagi aur kuch bhi nahi......
       TeRi meri kahani hai..
The natural LOVE....
        बनें रहिये हमारे साथ ऊपर लिखे <- love guru को क्लिक करें, और अधिक जानें 

Comments